ads

Sawan


 Sawan (Khamaj)



One of Shafqat Amanat Ali's best song! The best music video I ever have seen! Lyrics: Sawan beeto jaye piharwa Sawan beeto jaye piharwa Man mera ghabraye Man mera ghabraye Ai soh gaye pardes piya tum Ai soh gaye pardes piya tum Chein humein nahi aaye Chein humein nahi aaye Mora saiyaan mose bole na Mora saiyaan mose bole na Mein laakh jatan kar haari laakh jatan kar haar rahi Mora sayiyan mose bole na Tu jo nahi to aise piya hum Tu jo nahi to aise piya hum Jaise soona aa gay na Jaise soona aa gay na Nain te hari raah ne harein Nain te hari raah ne harein Nainan ko tarsao na Nainan ko tarsao na Mora saiyaan mose bole na Pyaar tumhe kitna karte hein Pyaar tumhe kitna karte hein Tum ye samajh nahi paoge Tum ye samajh nahi paoge Jab hum na honge to piharwa Jab hum na honge to piharwa Bolo kya kab aoge Bolo kya kab aoge More saiyaan mose bole na

https://malangg1.blogspot.com/

Post a Comment

0 Comments